News

Mera Mulk Mera Desh Lyrics In Hindi Available For Your Reference

Available Now: Mera Mulk Mera Desh Lyrics In Hindi

Mera Mulk Mera Desh song is native to the 1996 Bollywood Movie: Diljale. Sung by the duo: Kumar Sanu and Aditya Narayan, this song was written by Javed Akhtar and its music was given by Anu Malik. Given below are the details for Mera Mulk Mera Desh Lyrics In Hindi along with the download link.

  • Song Title : Mera Mulk Mera Desh Mera Yeh Watan
  • Native Movie : Diljale
  • Music Label: T-Series
  • Lyricist(s): Javed Akhtar
  • Musician(s): Anu Malik
  • Singer(s): Kumar Sanu and Aditya Narayan
  • Song Duration: 5:03 mins

 

mera mulk mera desh lyrics in hindi

 

 

Lyrics of the Song

Mera Mulk Mera Desh Mera Yeh Watan

Shanti Ka Unnati Ka Pyar Ka Chaman

Mera Mulk Mera Desh Mera Yeh Watan

Shanti Ka Unnati Ka Pyar Ka Chaman

Iske Vaste Nisar Hai Mera Tan Mera Man

Ae Vatan, Ae Vatan, Ae Vatan

Janeman, Janeman, Janeman

Ae Vatan, Ae Vatan, Ae Vatan

Janeman, Janeman, Janeman

 

Mera Mulk Mera Desh Mera Yeh Watan

Shanti Ka Unnati Ka Pyar Ka Chaman

 

Aa.. Ha.. Aaha.. Aa..

Iski Mitti Se Bane Tere Mere Ye Badan

Iski Dharti Tere Mere Vaste Gagan

Isne Hi Sikhaya Humko

Jeene Ka Chalan Jeene Ka Chalan..

Iske Vaste Nisaar Hai Mera Tan Mera Man

Ae Vatan, Ae Vatan, Ae Vatan

Janeman, Janeman, Janeman

Mera Mulk Mera Desh Mera Ye Watan

Shanti Ka Unnti Ka Pyar Ka Chaman

 

Apne Iss Chaman Ko Swarg Hum Banayenge

Kona-kona Apne Desh Ka Sajayenge

Jashn Hoga Zindagi Ka,

Honge Sab Magan Honge Sab Magan.. I

ske Vaste Nisaar Hai Mera Tan Mera Man

Ae Vatan, Ae Vatan, Ae Vatan

Janeman, Janeman, Janeman

Mera Mulk Mera Desh Mera Yeh Watan

Shanti Ka Unnati Ka Pyar Ka Chaman

Mera Mulk Mera Desh Mera Yeh Watan

Shanti Ka Unnati Ka Pyar Ka Chaman

 

Iske Vaste Nisaar Hai Mera Tan Mera Man

Ae Vatan, Ae Vatan, Ae Vatan

Janeman, Janeman, Janeman

Ae Vatan, Ae Vatan, Ae Vatan

Janeman, Janeman, Janeman..

 

Also See: Baaghi 2 Songs Download Mp4 in 720p High Definition (HD)

Gaurav Gupta

To be happy one needs a reason and to become sad, a reason too. Take control of your life and nobody can control what you feel.
Back to top button