News

Raja Hindustani Song Download 320Kbps HD Audio For Free

Available Now: Raja Hindustani Song Download

Raja Hindustani Song is native to the 1996 Amir Khan and Karishma Kapoor starrer Bollywood Release : Raja Hindustani. It is a love duet by Alka Yagnik and Udit Narayan, with lyrics that were provided by Sameer and music given by Nadeem-Shravan. Given below are the details for Raja Hindustani Song Download along with the download link.

  • Song Released in 1996
  • Song Title : Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne Banaya
  • Music Label: Tips Music
  • Native Movie : Raja Hindustani
  • Lyricist(s): Sameer
  • Musician(s): Nadeem-Shravan
  • Singer(s): Alka Yagnik and Udit Narayan
  • Song Duration: 6:20 mins

 

Raja Hindustani Song Download

 

 

Lyrics of the Song

Hmm Hmm … Hmm Hmm

Jee Kare Dekhta Rahoon … Kya?

 

Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne Banaya

Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne Banaya

Jee Kare Dekhta Rahoon

O Kitna Sona Tujhe Rab Ne Banaya

Kitna Sona Tujhe Rab Ne Banaya

Jee Kare Dekhta Rahoon

 

tuhaipagal, Tu Hai Joker, Tu Hai Dilbar Jaani

tuhaipagal, Tu Hai Joker, Tu Hai Dilbar Jaani

Sabse Pyaara Mera Yaara, Raja Hindustani

 

Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne Banaya

Jee Kare Dekhta Rahoon

O Kitna Sona Tujhe Rab Ne Banaya

Jee Kare Dekhta Rahoon

 

Ambar Se Aayi Hai Pariyon Ki Rani

Dekh Jisse Hoti Hai Sabko Hairani

Ho Ambar Se Aayi Hai Pariyon Ki Rani

Dekh Jisse Hoti Hai Sabko Hairani

Sundar Sa Mukhda Hai Phoolon Ke Jaisa

Hoga Na Duniya Mein Koi Aisa

Kitna Seedha, Kitna Sacha

Mera Raja Kitna Acha

 

Mujhko Toh Achi Lagti Hai Teri Har Nadaani

Mujhko Toh Achi Lagti Hai Teri Har Nadaani

Sabse Pyaara Mera Yaara, Raja Hindustani

 

Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne Banaya

Jee Kare Dekhta Rahoon

O Kitna Sona Tujhe Rab Ne Banaya

Jee Kare Dekhta Rahoon

 

Koyal Ke Jaisi Hai Teri Yeh Boli

Murat Ke Jaisi Hai Surat Yeh Bholi

Ho Koyal Ke Jaisi Hai Teri Yeh Boli

Murat Ke Jaisi Hai Surat Yeh Bholi

Baghon Mein Jao Na Dil Mera Ghabraye

Pairon Mein Kaanta Koi Haaye Na Chubh Jaye

Main Deewani Ho Na Jaaon

Teri Baaton Mein Kho Na Jaaon

 

Udta Baadal, Behta Pani, Bole Rut Mastani

Udta Baadal, Behta Pani, Bole Rut Mastani

Sabse Pyaara Mera Yaara, Raja Hindustani

 

Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne Banaya

O Kitna Sona Tujhe Rab Ne Banaya

Jee Kare Dekhta Rahoon

tuhaipagal, Tu Hai Joker, Tu Hai Dilbar Jaani

Sabse Pyaara Mera Yaara, Raja Hindustani

Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne Banaya

Jee Kare Dekhta Rahoon

Jee Kare Dekhta Rahoon

 

He He He … Joker

Note:

This song is available online on the below mentioned link:

Raja Hindustani Song Download Here

Also See: Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga Movie Songs Download In 320Kbps

Gaurav Gupta

To be happy one needs a reason and to become sad, a reason too. Take control of your life and nobody can control what you feel.
Back to top button