News

Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai Mp3 Song 320Kbps HD For Free

Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai song is sung by Hariharan, Pratima Rao, Ghanshyam Vaswani, Santosh Tiwari and Ravinder Rawal. While Raam Laxman composed its music. Given below are the details for Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai Mp3 Song 320Kbps along with the download link.

  • Music Label: Rajshri Music
  • Native Movie: Hum Saath-Saath Hain
  • Musician(s): Raam Laxman
  • Singer(s): Hariharan, Pratima Rao, Ghanshyam Vaswani, Santosh Tiwari and Ravinder Rawal
  • Song Duration: 6:48 mins

Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai Mp3 Song 320Kbps

Lyrics of the Song

Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai

Hai Magar Phir Bhee Anjan Hai

Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai

Hai Magar Phir Bhee Anjan Hai

Dharti Pe Roop Maa Baap Ka

Us Vidhata Ki Pehchan Hai

Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai.

Janmdata Hai Jo Nam Jinse Mila

Thamkar Jinaki Unglee Hai Bachpan Chala

Kandhe Par Baithke Jinke Dekha Jahan

Gyan Jinse Mila Kya Bura Kya Bhala

Itne Upkar Hain Kya Kahe

Yeh Batana Naa Aasan Hai

Dharatee Pe Rup Ma Bap Ka

Us Vidhata Ki Pehchan Hai

Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai…

Janam Deti Hai Jo Ma Jise Jag Kahe

Apanee Santan Mein Pran Jiske Rahe

Loriya Hothon Par Sapne Bunatee Najar

Nind Jo Var De, Hanske Har Dukh Sahe

Mamta Ke Rup Me Hai Prabhu

Aapse Paya Vardan Hai

Dharati Pe Rup Ma Bap Ka

Us Vidhata Ki Pehchan Hai

Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai.

Aapke Khwab Ham Aaj Hokar Jawan

Us Param Shakti Se Karte Hain Prarthna

Unki Chhaya Rahe, Rehatee Duneeya Talak

Ek Pal Reh Sake Ham Naa Jinke Bina

Aap Dono Salamat Rahe

Sabke Dil Me Yeh Arman Hai

Dharati Pe Rup Ma Bap Ka

Us Vidhata Ki Pehchan Hai

Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai

Hai Magar Phir Bhee Anjan Hai

Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai

Hai Magar Phir Bhee Anjan Hai

Dharti Pe Roop Maa Baap Ka

Us Vidhata Ki Pehchan Hai

Note:  

This song is available online on the below mentioned link:

Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai Mp3 Song 320Kbps Download Here

Also See: Hum Sath Sath Hai Full Movie Download in 720p HD BluRay

Gaurav Gupta

To be happy one needs a reason and to become sad, a reason too. Take control of your life and nobody can control what you feel.
Back to top button