Hum Katha Sunate Flute Ringtone Download in High Quality [HQ] Audio
Hum Katha Sunate Flute Ringtone Download – Hum Katha Sunate is a Hindi hymn by Kavita Krishnamurthy, Hemlata and Ravindra Jain.
-
- Song Title: Hum Katha Sunate Ram Sakal Gun Dhaam Ki
- Source Literature: Uttar Ramayan
- Native TV Serial: Ramanand Sagar’s Ramayan
- Lyricist(s): Ravindra Jain
- Music: Ravindra Jain
- Singer(s): Kavita Krishnamurthy, Hemlata and Ravindra Jain
Lyrics of the Song
Om Shree Maha
Ganadhi Patey Namah
Om Shree Uma Maheswara
Bhya Namah
Vaalmiki Gurudeva Ne
Kar Pankaj Teer Naam
Sumire Maat Saraswati
Hum Par Ho Khud Sawaar
Maat Pita Ki Vandana
Karte Baaram Baar
Gurujan Raja Praja
Jan Naman Karo Sweekar
Hum Katha Sunate
Ram Sakal Gundham Ki
Hum Katha Sunate
Ram Sakal Gundham Ki
Yeh Ramayan Hai
Punya Katha Shri Ram Ki
Jambu Dweepebharat
Khande
Aryavarte Bharata Varshe
Ek Nagari Hai Vikhyat
Ayodhya Naam Ki
Yehi Janma Bhoomi Hai
Param Pujya Shri Ram Ki…
Hum Katha Sunate
Ram Sakal Gun Dham Ki
Yeh Ramayan Hai
Punya Katha Shri Ram Ki……
Yeh Ramayan Hai
Punya Katha Shri Ram Ki
Raghukul Ke Raja
Dharmatma
Chakravarti Dashrath
Punyatma
Santati Hetu Yagya
Karvaya
Dharm Yagya Ka
Shubh Phal Paya
Nrip Ghar Janme
Char Kumaraa
Raghukul Deep Jagat
Adhaara…
Charon Bhratonke
Shubh Naama
Bharat Shatrughna
Lakshman Rama…
Guru Vashisht Ke
Gurukul Jaake
Alpa Kaal Vidya Sab Paake
Puran Huyi Shiksha
Raghuvar Puran Kaam Ki
Hum Katha Sunate
Ram Sakal Gun Dham Ki
Yeh Ramayan Hai
Punya Katha Shri
Ram Ki
Yeh Ramayan Hai
Punya Katha Shri
Ram Ki
Murudeshwar Komal
Bhavana
Rochak Prastuti Dhang
Ek Ek Kar Varnan Kare
Lav-kush Ram Prasang
Vishwamitra Mahamuni
Raayi
Inke Sang Chale Do
Bhai
Kaise Ram Tadka
Kaise Naath Ahilya Taari
Munivar Vishwamitra Tab
Sang Le Lakshman Ram
Siya Swayamvar Dekhne
Pahunche Mithila Dham
Janakpur Utsav Hain
Bhaari
Janakpur Utsav Hain
Bhaari
Apne Var Ka Chayan
Karigi Sita Sukumari
Janakpur Utsav Hain
Bhaari
Janak Raj Ka Kathin
Pran
Suno Suno Sab Koi
Jo Tode Shiv Dhanush
Ko
So Sita Pati Hoye
Jo Tore Shiv Dhanush
Kathor
Sab Ki Drishti Ram
Ki Oar
Ram Vinay Gun Ke
Avtaar
Guruvar Ki Aagya
Siroddhar
Sehej Bhav Se
Shiv Dhanu Toda
Janak Suta Sang
Naata Joda
Raghuvar Jaisa Aur
Na Koi..
Sita Ki Samata Nahin
Hoyi
Jo Kare Parajit Kaanti
Koti Rati Kaam Ki
Hum Katha Sunate
Ram Sakal Gundham Ki
Yeh Ramayan Hai
Punya Katha Siya Ram Ki
Sab Par Shabd Mohini Daali
Mantramugdha Bhaaye
Sab Nar Naari
Yun Din Rain Jaat
Hain Beete
Lav-kush Ne Sab Ke
Mann Jeete
Van Gaman Sita Haran
Hanumat Milan
Lanka Dehen Ravan
Maran
Ayodhya Punaraagaman
Sab Vistar Katha
Sunaayi
Raja Ram Bhaye
Raghu Rai
Ram-raj Aayo Sukh
Daayi
Sukh Samriddhi Shrii
Gharghar Aayi
Kaal Chakra Ne
Ghatna Kram Mein
Aisa Chakra Chalaya
Ram Siya Ke Jeevan Mein
Phir Ghor Andhera Chaya!!
Avadh Mein Aisa Aisa
Ek Din Aaya
Nishkalank Pe Praja Ne
Mithya Dosh Lagaya!!
Avadh Mein Aisa Aisa
Ek Din Aaya
Chadi Siya Jab Todke
Sab Sneh-naatae Moh Ke
Pashan Hridoy Mein Na
Angaare Jage Vidhroha Ke
Mamtamayi Maaonke
Aanchal Bhi Simat Kar
Reh Gaye
Gurudev Gyan Aur
Neeti Ke
Sagar Bhi Ghat Kar
Reh Gaye….
Na Raghukul Na Raghukul
Nayak
Koi Na Hua Sia Ka Sahayak…
Manavta Ko Kho Baithe Jab
Sabhya Nagar Ke Vaasi
Tab Sita Ko Hua Sahayak
Van Ka Ek Sanyasi….
Un Rishi Param Udaar Ka
Valmiki Shubh Naam
Sita Ko Aashray Diya
Le Aaye Nij Dham..
Raghukul Mein Kuldeep
Jalaye..
Ram Ke Do Sut Siya Ne
Jaaye..
Shrota Gan Jo Ek Raja Ki
Putri Hain
Ek Raja Ki Putravadhu
Hain
Aur Ek Chakravarti Samrat
Ki Patni Hain
Wohi Maharani Sita
Vanvaas Ke Dukho Mein
Apne Dino Kaise Kaat
Ti Hain
Apne Kul Ke Gaurav Aur
Swabhimaan Ki Raksha
Karte Huye
Kisi Se Sahayata Maange
Bina
Kaise Apna Kaam Woh
Swayam Karti Hain…
Swayam Van Se Lakdi
Kaant Ti Hain
Swayam Apna Dhaan
Kootti Hain
Swayam Apni Chakki
Peesti Hain
Aur Apni Santaanonko
Swavalambi Banane
Ki Shiksha Kaise Deti
Hain
Ab Uski Karun Jhaani
Dekhiye.
Janak Dulari Kulavadhu
Dasharath Ji Ki Raj Rani Ho
Ke Din Van Mein Bitati Hai……
Rehti Thi Gheri Jise
Das- Dasi Aatho Yam
Daasi Bani Apni
Udaasi Ko Chupati Hain…
Dharam Praveena
Sati Param Kulina Sab
Vidhi Dosh-hina
Jina Dukh Mein Sikhati
Jagmata Hari-priya Lakshmi
Swarupa Siya
Koonti Te Hain Dhaan Bhoj
Swayam Banati Hain
Kathin Kulhadi Leke Lakdiya
Kaant Ti Hain
Karam Likhe Ko Par Kaant
Nahi Paati Hain…
Phool Bhi Uthana Bhaari
Jis Sukumari Ko Tha
Dukh Bhari Jeevan Woh
Uthathi Hain
Ardhangi Raghuveer Ki
Woh Dhare Dheer
Bharti Hai Neer Neer Jal
Mein Nehlati Hai
Jiske Prajake Apvaadon
Kuchakra Mein
Peesti Hai Chakki
Swabhiman Bachati
Hai….
Palti Hai Bachchon Ko
Woh Karmayogini Ke
Bhaati
Swavalambi Safal
Banati Hain
Aisi Sita Mata Ki
Pariksh Leti
Nithur Niyati Ko Daya
Bhi Nahi Aati Hain…
O…us Dukhiya Ke
Raj-dulare…
Hum Hi Sut Shri Ram
Tihaare
O….Sita Maa Ki Aankh
Ki Taare…ee …
Lav-kush Hain Pitu
Naam Hamare….
He Pitu Bhagya
Hamare Jaage
Ram Katha Kahe
Ram Ke Aage
Hum Katha Sunate Flute Ringtone Download Here
Also Download: Hamra La Kular Lagadi Mp3 Song Download in HQ For Free