News

Dil Tod Ke Song Download Pagalworld in High Quality Audio Free

Dil Tod Ke Song Download Pagalworld – Dil Tod Ke is an audio single that is sung by B Praak. While Manoj Muntashir wrote this song. 

  • Lyricist(s): Manoj Muntashir 
  • Musician(s): Rochak Kohli 
  • Singer(s): B Praak

dil tod ke song download pagalworld

Lyrics of the Song

 

Sawal Ek Chhota Sa Tha

Jiske Peechhe Yeh Poori Zindagi Barbaad Kar Li

Bhulaun Kis Tarah Woh Donon Aankhein

Kitaabon Ki Tarah Jo Yaad Kar Li

TumDe Rahi Ho Dil Mein Kisi Aur Ko Jagah

Lekin Koi Na Chahega Tumko Meri Tarah

 

Kya Hai Kasoor Mera

Jo Dil Se Utar Gaya

Mud Ke Bhi Na Dekha Mujhe

Tumne Ek Dafaa

 

Jaise Gayi Ho

Jaise Gayi Ho

Jaata Hai Kya Koi

Aise Chhod Ke

Dil Tod Ke

Ho Dil Tod Ke Hasti Ho Mera

Wafayen Meri Yaad Karogi

Pher Do Mujhse Aaj Nigaahein

Kadar Mere Baad Karogi

Dil Tod Ke

Ho Dil Tod Ke

 

Woh Tum Hi To Thi

Jo Baar Baar Aake

Lagti Thi Gale Mere

Woh Tum Hi To Thi

Jo Baar Baar Aake

Lagti Thi Gale Mere

Woh Bhi Tum Hi Thi

Har Roz Sath Jiske

Dil Raat Dhale Mere

 

Kahan Gayi Tum Ho

Kahan Gayi Tum Dard Se Mera

Rishta Jod Ke

Dil Tod Ke

Ho Dil Tod Ke Hasti Ho Mera

Wafayen Meri Yaad Karogi

Pher Do Mujhse Aaj Nigaahein

Kadar Mere Baad Karogi

Dil Tod Ke

Ho Dil Tod Ke

 

Ho Galiyon Galiyon Liye Khada Main

Tukda Tukda Dil

Kaash Kisi Ne Poocha Hota

Kaise Ujda Dil

Ho Galiyon Galiyon Liye Khada Main

Tukda Tukda Dil

Kaash Kisi Ne Poocha Hota

Kaise Ujda Dil

 

Kaise Bhar Di

Kaise Bhar Di Nadiya Maine

Aanchal Nichod Ke

 

Dil Tod Ke

Hasti Ho Mera

Wafayen Meri Yaad Karogi

Pher Do Mujhse Aaj Nigaahein

Kadar Mere Baad Karogi

Dil Tod Ke

Haaye Dil Tod Ke

Sirf Dil Toota Hai Saans Nahi

Dhadkanon Mein Rawani Abhi Baaki Hai

Pyar Ka Kissa Khatam Ho Gaya To Kya

Zindagi Ki Kahaani Abhi Baaki Hai

 

Haaye Dil Tod Ke

 

Dil Tod Ke Song Pagalworld Download Here

 Also Download Surma By Kaka Mp3 Download in High Quality [HQ] Audio Free

Gaurav Gupta

To be happy one needs a reason and to become sad, a reason too. Take control of your life and nobody can control what you feel.
Back to top button