News

Hue Bechain Mp3 Song Download in High Quality Audio

Hue Bechain Mp3 Song Download — Hue Bechain is a Palak Muchhal and Yasser Desai audio duet. Provided below are the details for Hue Bechain Mp3 Song Download along with the download link.

  • Song Released on 3 June 2017
  • Music Label: Shree Krishna International
  • Native Language: Hindi
  • Native Movie: Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha
  • Song Lyricists: Nadeem Saifi
  • Music Composer: Nadeem Saifi
  • Singers: Palak Muchhal and Yasser Desai

hue bechain mp3 song download

Lyrics of the Song

Huye Bechain Pehli Baar,

Humne Raaz Ye Jaana…

Mohabbat Mein Koi Aashiq,

Kyon Ban Jata Hai Deewana…

 

Agar Iqrar Ho Jaye,

Kisi Se Pyaar Ho Jaye,

Bada Mushkil Hota Hai Dil Ko Samjhana…

 

Huye Bechain Pehli Baar,

Humne Raaz Ye Jaana…

Mohabbat Mein Koi Aashiq,

Kyon Ban Jata Hai Deewana…

Tasabbur Ke Haseen Lamhe Tera Ehsaas Karte Hain,

TeraJab Zikra Aata Hai To Milne Ko Tadapte Hain,

HamaraHaal Na Puchho Ki Duniya Bhool Baithe Hain,

ChaleAao Tumhare Bin Na Marte Hain Na Jeete Hain…

 

Suno Achcha Nahi Hota Kisi Ko Aise Tadpana,

MohabbatMein Koi Aashiq Kyun Ban Jata Hai Deewana..

 

AgarYe Pyaar Ho Jaye Kisi Pe Dil Jo Aa Jaye,

AgarYe Pyaar Ho Jaye Kisi Pe Dil Jo Aa Jaye,

Bada Mushkil Hota Hai Dil Ko Samjhana..

Huye Bechain Pehli Baar

Humne Raaz Ye Jaana

 

Tu Hi Hai Tu Hai,

Tu Hi Hai…

Oooo…

 

Falak Se Poochh Lo Chahe,

Gawah Ye Chhand Taarein Hain,

Na Samjho Ajnabee Sadiyon Se ,

Hum To Bas Tumhare Hain,

 

Mohabbat Se Nahi Waaqif,

Bahot Anjaan Lagti Ho,

Hume Milna Zaroori Hai,

Haqeeqat Na Samajhti Ho..

Koi Kaise Samajh Paye

Kisi Ke Dil Ka Afsana

Mohabbat Mein Koi Aashiq

Kyon Ban Jata Hai Deewana

 

Agar Iqrar Ho Jaye,

Kisi Se Pyaar Ho Jaye,

Bada Mushkil Hota Hai Dil Ko Samjhana…

 

Huye Bechain Pehli Baar,

Humne Raaz Ye Jaana…

Mohabbat Mein Koi Aashiq,

Kyon Ban Jata Hai Deewana

 

Note:  

Here’s link to the track:

Hue Bechain Mp3 Song Download Here

Also Download Dil Ko Karar Aaya Mp3 Download in High Quality Audio Free

Gaurav Gupta

To be happy one needs a reason and to become sad, a reason too. Take control of your life and nobody can control what you feel.
Back to top button