News

Khul Ke Jeene Ka Mp3 Song Download in High Quality [HQ]

Khul Ke Jeene Ka Mp3 Song Download — Khul Ke Jeene Ka is an audio track that is sung by the Duo: Arijit Singh and Shashaa Tirupati. Provided below are the details for Khul Ke Jeene Ka Mp3 Song Download along with the download link.

  • Native Language: Hindi
  • Lyricist(s): Amitabh Bhattacharya
  • Musician(s): AR Rahman
  • Singer(s): Arijit Singh and Shashaa Tirupati

khul ke jeene ka mp3 song download

Lyrics of the Song

 

Khulke Jeene Ka

Tareeka Tumhein Sikhate Hain

Hans Ke Dekho Na

Lateefa Tumhein Sunate Hain

 

Umar Ke Saal Kitne Hain

Gin Gin Ke Kya Karna

Beet Jaayein Na

Ginti Mein Hi Warna

Aao Filmon Ke

Be-adab Gaane Gaate Hain

Heroine Hero

Aaj Hum-tum Ban Jaate Hain

 

Khulke Jeene Ka

Tareeka Tumhein Sikhate Hain

Hans Ke Dekho Na

Lateefa Tumhein Sunate Hain

 

Khushiyan To Rakhi Hai Pocket Mein

Kaagaz Ke Nanhe Se Packet Mein

Inki Bijli Ki Tarah

Kyun Bachat Karein Batao Na

Kharch Kar Dalenge Saari Aaj Hi Aao Na

 

Hai Mehnge Dard Bade

Aur Muskaan Paayi Humne Maut Mein

Khul Ke Jeene Ka

Tareeka Tumhein Sikhate Hain

Hans Ke Dekho Na

Lateefa Tumhein Sunate Hain

 

Umar Ke Saal Kitne Hain

Gin Gin Ke Kya Karna

Beet Jaayein Na

Ginti Mein Hi Warna

 

Aao Filmon Ke

Be-adab Gaane Gaate Hain

Heroine Hero

Aaj Hum-tum Ban Jaate Hain

 

Dil Ki Hai Itni Hi Nadaani

Chutki Mein Ho Jaaye Rumani

Yaari Aur Chahat Ke Jo

Beech Ki Maheen Sarhad Hai

Paar Kar Jaana Dil Ki Buri Aadat Hai

Aasani Se Aa Jaaye

Do Anjaan Akhiyon Ki Giraft Mein

Khulke Jeene Ka

Tareeka Tumhein Sikhate Hain

Hans Ke Dekho Na

Lateefa Tumhein Sunate Hain

 

Umar Ke Saal Kitne Hain

Gin Gin Ke Kya Karna

Beet Jaayein Na

Ginti Mein Hi Warna

 

Aao Filmon Ke

Be-adab Gaane Gaate Hain

Heroine Hero

Aaj Hum-tum Ban Jaate Hain

Khulke Jeene Ka

Tareeka Tumhein Sikhate Hain

Hans Ke Dekho Na

Lateefa Tumhein Sunate Hain

 

Note:  

Here’s link to the track:

Khul Ke Jeene Ka Mp3 Song Download Here

Also Download Ishare Tere Karti Nigah Ringtone Mp3 Download in High Quality

Gaurav Gupta

To be happy one needs a reason and to become sad, a reason too. Take control of your life and nobody can control what you feel.
Check Also
Close
Back to top button