Yaara Mamta Sharma Mp3 Song Download | Manjul Khattar
Yaara Mamta Sharma Mp3 Song Download — Yaara by Mamta Sharma is a new song which has music produced and lyrics written by Bad-Ash. The music video of Yaara was directed by Akshay K Agarwal & features Mamta Sharma, Manjul Khattar, Arishfa Khan and Ajaz Ahmed.
Song Details
- Singer(s): Mamta Sharma
- Musician: Bad-Ash
- Lyricist(s): Bad-Ash
- Director(s): Akshay K Agarwal
- Cast: Mamta Sharma, Manjul Khattar, Arishfa Khan, Ajaz Ahmed
- Mix & Master: Abani Tanti
- DOP: Mohammad Intekhab Alam
- Music Label: One Music Originals
Song Lyrics
Main chaahun tujhe kisi aur ko tu chaahe yaara
Ab pyar nahi hoga humse phir dobara
Pyaar karun main yaar tujhe inna saara
Ek janam hai kya sau janam bhi hai tujhpe vara
Har pal, har duaa mein
Duaa mein tujhe yaad karte hain
Sau sau baar karte hain
Mile har janam tu hi humko
Yahi fariyaad karte hain
Jab sochun tujhe sochun yahi kaam karte hai
Aaye jo tujhe hichki hum yaad karte hain
Tere door jaane se din raat darte hain
Tere door jaane se din raat darte hain
Main sochun tujhe kisi aur ko tu soche yaara
Ab pyar nahi hoga humse phir dobara
Pyaar tujhe karte hain hum inna saara
Ek janam hai kya sau janam bhi hai tujhpe vaara
Har pal, har duaa mein
Duaa mein tujhe yaad karte hain
Sau sau baar karte hain
Mile har janam tu hi humko
Yahi fariyaad karte hain
Keh diya sab kuch par kuch to baaki hai
Mujhko to teri ek nazar hi kaafi hai
Jisme hai tu raazi usme hi main raazi
Jisme ho tu raazi usme hi main raazi
Main dekhun tujhe kisi aur ko tu dekhe yaara
Ab pyaar nahi hoga humse phir dobara
Pyaar tujhe hum karte hain inna saara
Ek janam hai kya sau janam bhi hai tujhpe vaara
Har pal, har duaa mein
Duaa mein tujhe yaad karte hain
Sau sau baar karte hain
Mile har janam tu hi humko
Yahi fariyaad karte hain
Duaa mein tujhe yaad karte hai
Sau sau baar karte hai
Miley har janam tu hi humko
Yahi fariyaad karte hai
Yaara Mamta Sharma Mp3 Song Download Here
Also Download Pagol Mp3 Song Download Mr Jatt in High Quality Audio [HD]