News

Samajh Mein Aaya Kya Mp3 Download In 320Kbps

Available Now: Samajh Mein Aaya Kya Mp3 Download 

Samajh Mein Aaya Kya song is sung by Emiway. Its music is composed by Flamboy. Its lyrics are penned by Emiway and he is also the video director for this music video. Given below are the details for samajh mein aaya kya mp3 song along with the download link.

Samajh Mein Aaya Kya Mp3 Download

Singer: Emiway

Musician: Flamboy

Lyricist: Emiway

Video Director: Emiway

Song Duration: 4:43 mins

Lyrics of the Song

 

Yeah, Raftaar!

 

I’m sad yeh karna pada yaar

Sheikh Chilli

Sheikh Chilli

Sheikh Chilli

 

Sunn,

Tubhai nahi yani ki tu Bantai nahi hai

TuBantai chhod tu to banda hi nahi hai

Chup rahna mera banta hi nahi

Mujhesab dikhta hai meri band eye nahi hai

Tera bhai Babu Bhand high nahi hai

Wohsach bolta hai, sach jamta hi nahi hai

Tere mere jaise bohat kare kaam

Parscene me koi khaas zyada dhanda hi nahi

 

Sacchai yehi hai ki opportunity nahi

Sacchai yehi hai logon mein nahi unity

Ego hai pahaad pe

Yeh khud chane ke jhaad pe

Yeh khud ki mudke chaatein

Bolein duniya mujhko poojti

 

Main tera bhai, tera bhai

Jo tu nahi mera bhai

Toh tabahi hai, tabahi

Tu hoga high mere bhai

Jo tune sunke interview

Akal nahi chalayi

 

Kadak bann. mat bann tu dhokla

Aakalmand nahi chhote tu to nikla dogala

Ladakpan mein bhi nikla not hard

Sadak band, aage band naaka tere road ka

Yaad dilaaun kya?

Aye aye…

Yaad dilaun kya?

Chhotte…

Yaad dilaaun kya?

 

Yaad dilaun tu milne ko aaya tha

Maine bulaaya tha

Saath bithaya tha

Khaana khilaya tha

Wapas na bheja hotel mein sulaya

Bandra ke studio mein booking karaya

 

Purple Haze Studios

Naam yaad mein aaya kya?

Studio wala kiraaya tujhse bharaya kya?

Apne se pichhe bataaya kya?

Apne se neeche dikhaya kya?

Apne seene se lagaya tha

Kitni khushi se main gaana karaya tha

Dubb tera

Tab tera tewar alag tha

Tu ladka kadak tha

Mujhe aaya tujhpe bhi pyar ghazab ka

Toh likha tera aadha verse sadak ka

 

Aaja mukadama bithata hoon

Sadma laga hai to baad mein aata hoon

Tujhko to yaad hi hoga

Jo yaad nahi hai to yaad dilata hoon

 

Viral na hota se label ka rok nahi

Yeh line’on ka raaz tu kabhi nahi kholega

Maa ki kasam mujhe ab teri baari

Tu saccha musalman jhooth nahi bolega

Jhooth nahi bolega

Yeh ladka jhooth nahi bolega

Yeh kuch bhi nahi bolega

Thodabhi nahi ab yeh mute hi ho lega

Dukh hai ke mujhko batana pada

Jatana nahi tha

Jataana padaa

Mere ghar pe tu dish kha ke

Mujhpe hi diss laaya

Mujhko bhi langar lagana pada

 

Naache tu flow mein, aye

Mere Delhi ke show pe, aye

Maine sabse milaya tha, aye

Khud peechhe ka hoke

 

Mumbai mein show tha

Tu mera bro tha

Brohi na hota to show pe na hota

Maine tujhe sirf ijjat dilayi hai

Bhaiko dukh hai ki ijjat pe aayi hai

Ijjat kama ke naa ijjat ganwa

Show pe jo the woh hain mere gawaah

Ungli daba chhote mutthi bana

Gussa tu kar par munh ko na sadaa

Bachpana, bachpana

Bachkaani baatein band kar zara sach bata

Paise ki baat hi nahi thi

Maine bola DIVINE bada hai tu tab sada

Aaj ka sach yehi hai

Ki haal filhal uski ijjat badi hai

(Badi hai)

Tu picture mein aa raha hai chhote

Naezy aur uspe woh picture bani hai

 

Sach, chalti hai gully gully Gully Gang

Tabhi to Emi’ ki jali jali jali gand

Halki hai baatein, heavy bas slang

Kal ka hai tu, halka hai tera plan

Samajh mein aaya kya?

Samajh mein aaya.

Magaj mein aaya?

Magaj mein aaya.

Yaad mein aaya kya?

Yaad mein…

 

Main tere baad mein aaya kya?

Chillane se bante gaane kya?

Chillane se bante shaane kya?

Yede chaale karke public ko banare ye

Public mein andhe ya kaane kya

 

Janta ki shamta hai mamta bhi degi

Aur jamta nahi hai to ghanta hi degi

Baaton ka matlab badal ke batane se

Soche ki jaldi se janta badhegi

 

Bhai se seedha tu chhote pe, nah!

Umar mein mujhse yeh chhote hain, haan!

Seekha maine tujhko apna banake ki

Apne hi kameene hote hain

Kameene hote hain

Apne hi kameene hote hain

Samajh mein aa gaya chhote mujhko

Samajh mein aa gaya!

Aye.. haah!

 

Chal kuch baat aur

Dhyaan se sun’na

Tu mujhe chhota bola

Kyun ki ego teri hurt hai

Main tujhe chhota bola

Kyunki 8 saal ka fark hai

Chhote tu Shahrukh nahi

Shahrukh bas ek hai

Aur tu Shahrukh Sheikh nahi

Shahrukh snake hai

Hissssss

Sachai hai yeh gaana nahi diss

Samajh mein aaya kya.

This was all about Samajh Mein Aaya Kya Mp3 Download 

Samajh Mein Aaya Kya Mp3 Download Here

Also, you can Listen: Haye O Meri Jaan Mp3 Song Download

Gaurav Gupta

To be happy one needs a reason and to become sad, a reason too. Take control of your life and nobody can control what you feel.
Back to top button